Announcement

Collapse
No announcement yet.

Unconfigured Ad Widget

Collapse

(`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

Collapse
X
 
  • Filter
  • Time
  • Show
Clear All
new posts

  • (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

    Salam kia hal hay....

    Kiaa aap bata sakty hain
    k yeh kahan tak darust hay...


    1)Man belive in reallity
    and
    2)Woman always Imaganing.
    ----------------------------------------------------
    yehni k man hameesha hakeekat pasand huty hain
    aur
    woman hameeshi her chez k acha image apny zehan main rakhti hain.

  • #2
    Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

    Itna bada philospher abhi nahin huwa.
    Khandar wafa ka yaaro kured kar dekh lo
    Hamarey naam ka patthar zaroor milega

    Comment


    • #3
      Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

      kia yeh falisfiyana swal hay..????









































      waisy hey:lol

      Comment


      • #4
        Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

        Mard haqeeqat pasand nahi, mufad parast hotey hain, jo baat oun ke faidey ki ho wo oun ke liyeh haqeeqat hoti hai werna nahi......
        sigpic

        Comment


        • #5
          Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

          Originally posted by Saima Shaheen
          Mard haqeeqat pasand nahi, mufad parast hotey hain, jo baat oun ke faidey ki ho wo oun ke liyeh haqeeqat hoti hai werna nahi......
          Mujy kia faida mily ga yeh thread lagany ka................

          Comment


          • #6
            Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

            Originally posted by Last Knight
            Mujy kia faida mily ga yeh thread lagany ka................

            Time pass aur kya ?? :lol
            sigpic

            Comment


            • #7
              Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

              Na mard haqeeqat pasand hai na auratein - dono aik afsanvi zindagi mein rehney lagey hain - - - and that's reality :lol
              tumharey bas mein agar ho to bhool jao mujhey
              tumhein bhulaney mein shayid mujhey zamana lagey

              Comment


              • #8
                Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                main in batoon ka qayal naheen hon mery khiyal main marad bhi haqeeqat pasnd hosakty hain aur ortain bhi aur yr dono hi imaganing bhi ho sakty hain ye donon bateen har fard ki zati sawabdeen per munhasar hain k wo kin khiyalat ka malik ya malika hy....aabi
                ساقیا ہور پلا ہور پلا ہور پلا

                Comment


                • #9
                  Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative


                  AGAR AISI BAAT HAI TO PHIR TO BOHAT NAIK HOTI HAIN AURATAIN.....
                  KYOUN KEH ACHA GUMAN RAKHNA BHEE TO SADQA-E-JARIA HAI......


                  CHIPKOOOOOOOOOOOO

                  Comment


                  • #10
                    Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                    Originally posted by Last Knight
                    Salam kia hal hay....

                    Kiaa aap bata sakty hain
                    k yeh kahan tak darust hay...


                    1)Man belive in reallity
                    and
                    2)Woman always Imaganing.
                    ----------------------------------------------------
                    yehni k man hameesha hakeekat pasand huty hain
                    aur
                    woman hameeshi her chez k acha image apny zehan main rakhti hain.

                    :cc: Khl jeee... yeh aap kin chakron main pur gayey hain. Yeh tou koi maher-e-nafsyat hiii aaap ko better consult kar sakta hai...:hathora
                    Attached Files

                    Comment


                    • #11
                      Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                      mard is leay zeada haqiqat pasand hote hen kiun ke wo ghar se bair life ka samna karte hen or khwatin jo gharon me rehti hen wo imaginative ho sakti hen par jin ko ghar se nikalna parta he job waghera ke leay wo bhi bohat haqiqat pasand hoti hen.

                      Comment


                      • #12
                        Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                        Originally posted by Saima Shaheen
                        Mard haqeeqat pasand nahi, mufad parast hotey hain, jo baat oun ke faidey ki ho wo oun ke liyeh haqeeqat hoti hai werna nahi......
                        janab yehi to hakeekat pasandi hain naa....
                        k apna faida nazer aata hay
                        woman imagin kerti hain lakin apna faida ya nuksan nahi sochti...

                        aap ny aisy hee main theek baat keh di:khi:
                        thnks

                        Comment


                        • #13
                          Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                          Originally posted by Masood
                          Na mard haqeeqat pasand hai na auratein - dono aik afsanvi zindagi mein rehney lagey hain - - - and that's reality :lol
                          is personal experince?????????:cc:

                          Comment


                          • #14
                            Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                            Originally posted by aabi2cool
                            main in batoon ka qayal naheen hon mery khiyal main marad bhi haqeeqat pasnd hosakty hain aur ortain bhi aur yr dono hi imaganing bhi ho sakty hain ye donon bateen har fard ki zati sawabdeen per munhasar hain k wo kin khiyalat ka malik ya malika hy....aabi
                            :khi: aabi tum kin batoon k kail hu...:tomato:

                            Comment


                            • #15
                              Re: (`Man AnD `Woman) Reallity+Imaginative

                              Originally posted by Withoutsoul

                              AGAR AISI BAAT HAI TO PHIR TO BOHAT NAIK HOTI HAIN AURATAIN.....
                              KYOUN KEH ACHA GUMAN RAKHNA BHEE TO SADQA-E-JARIA HAI......

                              Jazak ALLAH////////////////////:rose :welcome:

                              Comment

                              Working...
                              X